Aaye avadh Shri Ram (2), Chauda baras ke baad niraali Aayi Avadh Mein aaj diwali, Aarti utaar rahi shaam… Ghar aaya Raghuvar Seeta ko lekar, Jabse ye paaye khabariya Tabse mehkte, hai phool saare, Dulhan bani hai nagariya Apne Prabhu ko aaj, Karti hai duniyaa pranam… Raamji ke peeche hain Sita maiya, Dono ke peeche Lakhan hain In sabke peeche, barson ke pyaase, Saare nagar ke nayan hain Hoton pe sabke aaj, Raamji ka hai ek naam… Maata do beta, bhai ko bhaiya, Jan jan ko Bhagawan mile hain Barson ke bad aaj nache Avadhpuri, Ghar ghar ke angan khiley hain Raamji ke dhun mein aaj, Goonji Ayodhya dhaam…
Wisdom Quotes : Must Know
सदैव संदेह करने वाले व्यक्ति के लिए प्रसन्नता ना इस लोक में है ना ही कहीं और .
गुरोरप्यवलिप्तस्य कार्याकार्यमजानतः ।
उत्पथं प्रतिपन्नस्य कार्यं भवति शासनम्॥।
मन अशांत है और उसे नियंत्रित करना कठिन हैए लेकिन अभ्यास से इसे वश में किया जा सकता है.
शोको नाशयते धैर्यं शोको नाशयते श्रुतं।
शोको नाशयते सर्वं नास्ति शोकोसमो रिपुः॥